Thursday 17 July 2014

TO GET JOB



Surah Zuha سورةالضحى

ko Aamilo ne pur-taseer mana hai, isme 9 jagah per ” kaaf ” ك aya hai. Aap namaz e fajar k bad wahin bethein, Surah Zuha istarha parhain k jub “kaaf” ك aaye to 9 dafa ‏ياكريم” Ya Kareem ” parhain!
ye amal sirf 9 din karain job mil jayegi!
agar khuda na khuwasta na milay to ye amal 18 din parhain, agar phir bhi hajat poori na ho aur job na milay to 27 din parhain aur her “kaaf” ك per ياكريم “Ya Kareem” 9 dafa parhain!

No comments:

Post a Comment