Pehle jo Dua maangni hai wo moqarrar kerley,
kaghaz per likh lo.ph:
3 martaba – Surah Fatiha,
3 martaba – Ayatul Kursi
3 martaba – 4 Qul
3 martaba – Durood e Ibrahimi
phir Dua maangain,
phir Surah Yaseen perhna shuru karain,
pehle "Mubeen" per ruk ker dua maangain,
phir isi tarha dobara shuru se perhain aur doosray mubeen per ruk ker dua maangain,
is tarha 3rd 4th 5th 6th aur phir 7th yani aakhri lafz-e-mubeen per ruk ker DUA maangain.
phir poori yaseen perhayain aur ab tafseeli Dua maangain.
is tarha dua ki tadad 9 hogi…
Please explain in English I don't under Jazakallah
ReplyDelete